Saturday, June 2, 2007


« Yaad
Kehne ko her sitam zindagi mein… »
Ajab Kayfiiyat
Aaj mujh per yeh ajab kaifiiyat taa’ri hoi
Teri deed ki aas thi phir tujhe dekh ker kyun ruswaai hoi
beywafa tu hai mein jaanti thi hamesha se
teri beywafai per phir kyun mujhe hairaani hoi
nazrein bacha ker bhi na bach saki tujhse
meri nazarein pohanchi wahan jahan se teri aamad hoi
dil jo tuta mera mein kirchiyan na sambhaal pai
mere saamney meri dil ki khoob ruwai hoi
mujhe akailepan ki aysi aadat hoi kay
kisi kay aaney sey mere jeevan mein tanhai hoi…
by Dia
Yaad
Dil kay kisi bhi koney mein jhaank lee jiye
Her taraf apki yaad basai beythey hein
Her sheesha tour dena chahtey hein hum
Her sheeshey mein ap hi ap dekhai deytey hein
Jab bhi baarish hoti hai yahan per
Apke sung guzerey un bheegtey paloun ko yaad kertey hein
Vo jag.Aain jahan chup chup kay mila kertey thay dono
Vo rastey ab hamein sadaain deytey hein
Jahan ki thi apne iqrar-e-muhabbat hamse
Vo jagah dekh ker dil hi mein zaar zaar rotey hein
Kash kay wohi daur laut aye kabhi
Aye zindagi! tujhe waisey hi hasee.n dekhna chahtey hein!
by Dia
Kitne azziyat say
Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya HogaMeri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee HogiUss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga
Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar MujhayNaam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga
Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi SayUss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga
Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi TujhayTunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga
Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay JaanaMeri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga
Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka SabbabTunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga
by Tooba Siddiqui
Aaj Bhi
Yaad karte hain jab woh din hum aaj bhihain kitne tanha tere bin hum aaj bhikaisi doori huee hai jaana kya bataaon mainguzre lamho main thay jo sapne kabhitoote sitaare ki tarha gire hain woh aaj bhi
aisi hawa chali thi, dekho chalti hai wo aaj bhileke jaati hai kis taraf humne jaana na aaj bhiaag kaisi jali thi jo jalti gayeekaisa toofan tha jo ruka na kabhimeri khushion ne rukh badla aaj bhi
tum thay anjaan ho bekhabar aaj bhihum thay maherbaan tumpe hain fida aaj bhibaat kehdi thi lekin rahi ankaheemilay to sunayenge fasaane kabhi na kabhimil jaye do ghari fursat k, maangte hain dua aaj bhi
pal do pal, badalti hai apna rasta kismat aaj bhiaazmaati hai, leti hai imtihaan aaj bhiibtida hansi se huee, intihaa main sabar likhahumne to har mushkil lamhe ko safar ka dost samjhakya hai chhupa us aakhri din main, uska hai intizaar aaj bhi
by Yawar Hadi
Gardish-e-haalaat
Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaarone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa
kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluumraat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa
kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekinaa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa
kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatirsab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
ye din to qayaamat kii tarah guzaraa haijaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa
Ghazal by Ahmad Raza
Aetbaar
Bhool Kar Be Na SochnaMeri Chahtein Tere Sang Nahi,Tere Bin Odaas Hai Dil MeraMeri Zindgi Ma Koi Rang Nahi
Aaj Rutha huwa Dost
Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aayaAcha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya.Meri aankho k her ik ashk pe ronay walaAaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya.Jo mere dard ko seene main chupa laita thaaj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya.Jo meri aankh main kajal ki tara rehta thaaaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya.Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hiaaj jab dil nay bulaya tu bohot yaad aaya.Mere jeevan ki her khushi main wohi tha bus.aaj jab yaad woh aaya tu bohot yaad aaya.
by Alizai
Judai
Tum ko chaha to izhar na kerna aaya…kat gayi umer humain pyar na kerna aaya…us ne manghi bhi kuch to judai mangi….aur hum they ke humain inkaar na kerna aaya…
Submitted by Raza
Mere Dil Ka Jenaza
Mere dil ka jenaza jah raha hai,Kise ankh se na ansoo nikleh,Deko mere dil ka jenaza jah raha ahi.
Katha kiya hai sab ne apne in lafzo se,Tokereh kahi kahi mere dil ne boath,Zakham hai itne jiskeh liye koi dua nai,Koi pyar k idol leh kar ahe,Jismeh mera dil khushi khushi ruksat ho jai.
Mera dil ka jenaza jah raha hai,Kise ankh se na ansoo nikelhDeko mere dil ka jenaza jah raha hai.
Wada sapne khawishe boath tuteh hai meri,Dil mere ab tahkha gyah hai,Abou aout nahi she sakta in zakhomo ko koi kabu kare,Aina toota hai dil ne pehchana,Aur roh kar pehggham diya,Tumahari awaz toh sab ne sunni,Mere be lakho tookhre hue hai,Mujhe be deko meri be awaz suno,Hoon meh majboor,In duniya ki rasmo ki zanjiro se,Eh moath ab ah jah aur mujhe azad kardeh.
Ab yeh dua karma mere dil keh liye,Ab shaid kam ahe yeh zakhamjo merei zindagi ko itni jaldi khatam kar deh.
Unknown


Meray Khuwab Meray Sapnay
Meray Khuwab Meray Sapnay Meray Tak HainMeray Baad Enhay Yaad Karay Ga Kaun
Meri Chahaat Ban Jaie Gi AfsanaMeri Mohabat Ko Yaad Karay Ga Kaun
Meray Tak Hain Yeh Tamam Sunder NazarayMeray Baad Enhay Aabad Karay Ga Kaun
Meri Kahaniyian Bikhrein Gi Rahoon PayMeray Afsanoon Ko Yaad Karay Ga Kaun
Meri Khatayon Ko Shumar Karay Ga ZamanaMeri Wafayon Ko Yaad Karay Ga Kaun
Jo Guzaray Thay Hum Nay Zamanay Mill KayUn Zamanon Ko Yaad Karay Ga Kaun
Meri Aahein Meray Saath Ho Jaien Gi DafanMeray Aashkon Ko Yaad Karay Ga Kaun
Ek Tum Say Hai Zinda Yeh Chahaat MeriTum Hee Na Ho Gay Tuo Yaad Karay Ga Kaun
Aa Kay Es Saath Ko Yaadgar Bana LienKal Kiya Pata Es Yaad Ko Yaad Karay Ga Kaun
by Fahim
Sochti Hoon
ye tumne dastak dee ya maine darwaza khol diya,ye tumne pyaar se baat ki ya maine dil de diya,
ye kis ne duaa mangee k maine tumhain pa liya,ye kis ne naiki ki k mujhe ajar mil gaya,
ye tumne haath agay barhaya ya maine garehbaan khainch liya,ye tumne kiya jadoo kar diya k maine tumhain apni ZINDAGI bana liya.
by Shabana
Juuthi Umeed
May nay tou us say wafaee he ki thi,Us ki he khatir burai be jee thi,May nay to us ki ibadat he ki thi,Apnay khuda say ijazat yeh li thi,Par us nay nazray kyon churaayeee.
Asay kaisay dil ko gaali daar kiya,Jetay jeetay mujh ko tu nay maar diya,Aisay kaisay tu nay mujh pay waar kiya,Zalalat say mujh ko zaar zaaar kiya.
May nay to dhokay ka tasawur na layaaa,Dar dar u phir k bus thokar he khayaa,May nay to chahat ko manzar pay paaya,Paas na paakay be usay paas paaya,Phir us nay ki kyon baywafaai.
Kaisay may dil ko muhabbat say bhar du,Kaisay hakeekat ko wafao ka darr du,Kaisay umeedou ko chahat kay parr du,Kaisay may dil say usay maaf kardu,Jab chuuti hai aas saaari.
Sahara who dayta usi say he maangay,Phir kyon yeh ansu thamay na thamaakay,Par ab bhe nazray usi ko kyon jhaankay,Pata hai milay gay mujhay bus yeh kaantay,Mayri umeeday ab hai haari.
Asay kaisay dil ko gaali daar kiya,Jetay jeetay mujh ko tu nay maar diya,Aisay kaisay tu nay mujh pay waar kiya,Zalalat say mujh ko zaar zaaar kiya.
by M.M.Sewani
Ker lea hai faisla
Ker lea hai faisla kehna ossayabb na hoga rabta kehna ossayjis pe hum chalte rahen hain SATH SATHkho gaya woh Rasta kehna ossayteri YADEEN DIL se ruksat ho gainho chuka yeh saneha kehna ossayabb na dekhay ga tumhara rastadil ko may samjha chuka kehna ossaycheen se sone na dega Ghum tujhiraat bher abb jagna kehna ossayaashna bun ker na milna rah mayDosti ek khuwab tha kehna ossaymoer k pechay dekhtay hum bhi nahisoch ker munh phairna kehna ossay
by Furqan
Tanhai
Mahfil main na sahi tanhai main to yad karo ge,Kabhi to khuda se faryad karo ge,Na mila na miley ga marey jaisa dost,Kabhi to is bat par naz karo ge
by Nasir Fahmeed
Kabhe Khamosh
Saturday, April 28th, 2007
Kabhe Khamosh Betho Ghay Kabhe Kuch Gungunao GhayMain Utna Yad Aoon Ghee Mujhe Jitna Bhulao Ghay
Koi Jub Poch Bethay Gha Khamoshi Ka Sabub Tum SeBahut Samjhana Chaho Ghay Maghar Samjha Na Paoo Ghay
Kabhe Dunya Mukammal Ban K Ghomay Ghee Nighahon MainKabhe Mery Kamee Dunya Ke Har Ek Shaee Main Paoo Ghay
Kahin Par Bhe Rahain Hum TumTumhain Hum Yad Ain Ghay, Hamain Tum Yad Aoo Ghay
by Zubair
Tonight I’m so alone
Hey there Robert,Tonight I’m so aloneThis sorrow takes aholdDont leave me its so cold
Please hold me tightI dont want to feel this freightIm hanging on with all my might
I’ll run to my own placeWhere I can hide my faceFrom my tear soaked shame
I told you everythingOpened up to my old waysTrusting you to stay
You always smiled and laughedThat really takes me backTo way past thenNow that your goneIve gotten so lostBarely able to walk
Im giving everythingJust to have one more daySo it can go back the same way
I ly there in the darkRemembering your stupid remarksAnd all the beautiful sparks
I lay there in bedWith al the thughts running through my headAbout the first day we met
It was only 6th gradeI remeber it so clearlyWe both said hey in such casual ways
You were in my classThe year went so fastBut the moments still last
EverdayWas a beautiful memoryI can always explain
He soared like a doveTo skys high aboveBut i will always remember are love
Beauty shinedWith you in mindYou gave me so much time
You never liedNever made me cryIt feels so right
You would hug me everdayMade everthing olayShowing me your love is here to stay
You would always smile at meRunn around,act wildlyKnowimg im the only girl you see
I know you’ll never cheat on meI can tell when i sleepHow i dream of you and me
I love the look in your eyesSeeing not a singal lieThat would ever make me cry
I love to here you whisper softlyWhen Im feeling lonelyYou’ll hold me
I love to close my eyesAnd sleepAlways know you’ll love me
by Lain Raabe